Aj bada din aya
Dhero khushiyan sang laya
Santa ki jholi jo khuli
Sehat, Umang aur Pyaar paya
—————————————————————
Manao aj Xmas
Aj din khas hai
Jesus Christ ka aj
Shubh janam diwas hai
—————————————————————
Christmas ke avsar par
Hamari hai rab se dua
Aap raho khush sada
Ho jeevan apka khushiyon se bhara
—————————————————————